aata hai zindagi me bhala pyar kis tarah
bhala pyar kis tarah

aankhe uthao phir main bataunga is tarah
bataunga is tarah

anjan se milaap hoga to kis tarah
anjan se milaap hoga to kis tarah
hoga to kis tarah
do lahre aa ke dur se mil jaye jis tarah
ho mil jaaye jis tarah
do lahre aa ke dur se mil jaye jis tarah
ho mil jaaye jis tarah
aata hai zindagi me bhala pyar kis tarah
bhala pyar kis tarah
ulfat me gam jo aaye sahungi main kis tarah

sahungi mai kis tarah
tufan me naav chalati hai bach bach ke jis tarah
ho bach bach ke jis tarah
tufan me naav chalati hai bach bach ke jis tarah
ho bach bach ke jis tarah
aata hai zindagi me bhala pyar kis tarah
bhala pyar kis tarah
mujhako bhala kisi pe yakin aaye kis tarah

yaqi aaye kis tarah
be-jaane bujhe mujhko bharosa hai jis tarah
bharosa hai jis tarah

aata hai zindagi me bhalaa pyar kis tarah
bhala pyar kis tarah
aankhe uthao phir mai bataunga is tarah
bataunga is tarah