Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar maut ho toh woh ho tujhse pehle
Agar maut ho toh woh ho tujhse pehle
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar maut ho toh woh ho tujhse pehle
Agar maut ho toh woh ho tujhse pehle
Balma balma balma balma
Abb dil lagta kahi naa tere bina,
Abb dil lagta kahi naa tere bina
Mushkil hoga jeena tere bina
Aa milke wada karle
Jab tak hoga dam mein dam
Sath nahi chodenge
Chahe khushiya ho ya gham
Balma balma balma balma
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Mujhko mili hai sanse tere liye,
Mujhko mili hai sanse tere liye
Khwab sajaye aankhe tere liye
Abb naa kabhi tute
Yeh tere wado kaa mausam
Mere yado mein mehke
Tere yado kaa mausam
Balma balma balma balma
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Jab tak yeh dooniya yeh aalam rahe
Jab tak yeh dooniya yeh aalam rahe
Pyar tera iss dil me balam rahe
Mere pyase dil pe naa
Koyi duja rang chadhe
Kam naa ho har lamha
Teri chahat aur badhe
Balma balma balma balma
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar zindagi ho toh tere sang ho
Agar maut ho toh woh ho tujhse pehle
Agar maut ho toh woh ho tujhse pehle
Balma balma balma balma balma balma.