Aji maine kaha aap yaha se jane ka kya loge
Kon mai, kya loge kya loge
Jo mangu vo tum doge, kyo nahi
Din ko taare tod ke la du
Jannat ki kaliya mangva du
Aur kuch bolo sanam
Dhande ki kasam, hanji dhande ki kasam
Hanji dhande ki kasam, magar
Aap yaha se jane ka kya kya loge kya kya loge
Kuch to socho kuch samjho
Rahne do bekar ki bate, bekar ki bate, hu
Sunlega bedard jamana
Dil me rakho pyar ki baate
Pyar ki chori chup nahi sakti,
Chup sakti hai
Oh bahati nadiya rukh nahi sakti
Rukh sakti hai
Oh pyar ki chori chup nahi sakti,
Oh bahati nadiya rukh nahi sakti,
Kab se mere gale padhi ho
Kab se mere gale padhi ho
Ban ke ek deewar kadhi ho
Jaungi mai na sanam mere dhande ki kasam
Ha ha dhande ki kasam ha dhande ki kasam
Aap yaha se jane k kya loge, nahi jaungi
Suno, kya, suno na bolo na
Apne ghar ko chodh ke jau ek din mai nadaan nahi hu
Ari teri ki,
Are akhir mai bhi dil rakhti hu
Cheez koi bejan nahi hu
Kahana mera mano, na manu mai
Are kahana mera mano, na manu mai
Aye picha mera chodho na chodu mai
Saya banke sath rahungi sari duniya se yahi kahungi
Tum hi ho mere balam,
Mere dhande ki kasam, ha ha dande ki kasam
Haye aap yaha se jane kya loge
Nahi jaungi, kya loge,kya loge.