San Sanaanan Saany Saany Ho Rahi Thi Ret Men Lyrics | Banarasi Babu

Lyricist : Sameer
Music Director : Nandu G Tolani , Anand-Milind
Singer : Udit Narayan
                        
                        san sanan saay saay, san sanan saay saay
san sanaanan saay saay
san sanaanan saay saay ho rahi thi ret me

ham dono baith gaye gehu ke khet me
san sanaanan saay saay
san sanaanan saay saay ho rahi thi gaav me
san sanaanan saay saay, san sanaanan saay saay
tak tanaadhin karne lage pipal ki chhav me
san sanaanan saay saay, san sanaanan saay saay
san sanaanan saay saay ho rahi thi ret me
san sanaanan saay saay ho rahi thi gaav me

banke kamaan kamar lachake diwane yaar zara bachke
aise na maar gori jhatake meri ada badi hat ke

koyi nasha hai teri chal me, bulbul fasi premi ke jaal me

san sanaanan saay saay
san sanaanan saay saay ho rahi thi baag me

ham dono jalane lage chahat ki aag me
san sanaanan saay saay
san sanaanan saay saay ho rahi thi ret me
san sanaanan saay saay ho rahi thi gaav me

rani kamal tera kangana har vaqt kar aise tang na
dekha kahi aisa rang na aaugi mai tere sang na

rasta gali chaubara ghum le, aake mere gaalo ko chum le
san sanaanan saay saay
san sanaanan saay saay ho rahi thi bas me

jaadu sa jaag utha meri nas nas me