mera yaar mera yaar zulf me phul laga ke chalta hai
kambakht baharo ka kaleja jalta hai
o mere yaar o mere yaar o mere yaar
o mera yaar zulf me phul laga ke chalta hai
uff mastani haay bhari jawani
uff mastani haay bhari jawani jaise chadti nadiya ka pani
mukhde ko mukhde ko dekh ke suraj aankhe malta hai
o mera yaar zulf me phul laga ke chalta hai
rang badan ka haay chandan jaisa
rang badan ka haay chandan jaisa chalta firta ek chaman sa
sharma ke sharma ke din bhi wakt se pehle dhalta hai
mera yaar zulf me phul laga ke chalta hai sadke
roop ki barkah aise barse
roop ki barkah aise barse dhoop bhi chup jae darte darte
palko ke palko ke saaye me ik shola sa kapta hai
mera yaar zulf me phul laga ke chalta hai
o mere yaar o mere yaar o mere yaar
o mera yaar zulf me phul laga ke chalta hai