Na To Aaj Barasat Ka Mausam, Bina Badara Ke Bijuriyaa Lyrics | Bandhan

Lyricist : Anjaan
Music Director : Kalyanji-Anandji , Kalyanji-Anandji
Singer : Mukesh
                        
                        naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahi chhaai badariya
phir bhi more jiyaraa me chamake are tham-tham koi bijuriya
vaa-vaah-vaah tohara javaab naahi

binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
kaise chamake koi puchhe re hamase
kaise chamake koi puchhe re hamase
ho bina badara ke, ho bina badara ke

raaho me jab gori nayana milaaye ke
nayana milaaye ke
muskaaye ghunghata me mukhada chhipaaye ke
to mar jaaen ham to qasam se qasam se
binaa badara ke
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

baithe ho jab mithe sapane sajaye ke
sapane sajaaye ke
aise me haule se paas kabhi aaye ke
jo bichhava bajaye de gori chham se qasam se
binaa badara ke
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake.