jhumti jawani hai rut mastani
ye manva kahe pukaar ke
aa lute maje bahar ke
jhumti jawani hai rut mastani
ye manva kahe pukaar ke
aa lute maje bahar ke
preeti papiha jo bole hai man me
preeti papiha jo bole hai man me
sun sun ke aag kaisi lagi aag man me
hai kya maja is mithi jalan me
dekho kisi pe dil haar ke
aao mithi lahare bahar ki
jhumti jawani hai rut mastani
ye manva kahe pukaar ke
aa lute maje bahar ke
sawan ke din kali kali ghataye
sawan ke din kali kali ghataye
man me umango ke mele lagaye
thandi hawaye bhi dil ko jalaye
kaise rahenge man maar ke
aao mithi lahare bahar ki
jhumti jawani hai rut mastani
ye manva kahe pukaar ke
aa lute maje bahar ke
jhumti jawani hai rut mastani
ye manva kahe pukaar ke
aa lute maje bahar ke