Sajna re tere bin jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajna re tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Katu kaise tere bairi dari raina
Tere bina jiya mora nahi lage
Palko mein virah ka gahna pahna
Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye
Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajna re
Bundo ki payal baji suni kisi ne bhi nahi
Khud se kahi jo kahi kahi kisi se bhi nahi
Bhigne ko man tarsega kab tak
Chandani mein aasu chamkega kab tak
Sawan aaya nahi barse aur nahi jaye
Sawan aaya nahi barse aur nahi jaye
Nindiya kahe aisi ankhiyo me aaye
Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajna re
Sargum chidi pyar ki khilne lagi thi gum kali
Khusboo se par mang kar
Ud chali hu pee ki gali
Aanch ghole meri sanso me purwa
Dol dol jaye pal pal manwa
Rab jane ye sapne hai ke ya hai saye
Rab jane ye sapne hai ke ya hai saye
Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye
Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajna re tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Katu kaise tere bairi dari raina
Tere bina jiya mora nahi lage
Palko mein virah ka gahna pahna
Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye
Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajna re.