dil tune diya dil maine diya dil maine diya dil tune diya
fir bhi dunia jale to hum kya kare
dil tune diya dil maine diya dil maine diya dil tune diya
fir bhi dunia jale to hum kya kare
tere baad to bhule hai dunia ko hum
hum to khud ko bhi bhule hai teri kasam
humne nazaro se dil ko nazar kar diya
fir bhi dunia jale to hum kya kare
dur kaise rahogi meri yaad se
dil ka paigam denge hum fariyad se
fir bhi dunia jale to hum kya kare
haye aankhe hui char anjan se
is bahane liya hai dil mehman se
ab nibhane pade ga ye faz apna
fir bhi dunia jale to hum kya kare
dil lagana kayamat se hai kam nahi
mohabbat me marne ka bhi gum nahi
ishq me dil ki khurbani hai shaukiya
fir bhi dunia jale to hum kya kare
dil tune diya dil maine diya dil maine diya dil tune diya
fir bhi dunia jale to hum kya kare