aaya koi khayal to
dil ko hua malal to ghabrake ro diye
aaya koi khayal to
muddat ke bad bhul ki pahchanti thi dawa
muddat ke bad bhul ki pahchanti thi dawa
is zindagi ne ek ke atki daga
puchha jo humse hal to ghabrake ro diye
aaya koi khyal to
shikwa bhi hum kare to kare kya nasib se
shikwa bhi hum kare to kare kya nasib se
har dar jab bahar me aakar karib se
khud aake ro diye aaya koi khayal to
daman hamara bhar diya pahle to khair se
daman hamara bhar diya pahle to khair se
jab hum bhadak uthe to zamana ne pyar se
vebhul thi nikal ke ghabrake ro diye
aaya koi khayal to ghabrake ro diye
dil ko hua malal to ghabrake ro diye
aaya koi khayal to