naino ke ye do panchhi uljhe hai waha par jake
dulhan si jaha baithi hai ye rat sharma ke o
naino ke ye do panchhi kaliyo se tan ko saware
aanchal me lekar tare aayi hai ye matwali
ankhiyo me kajra bole raho me halke halke
rukti hai jab wo chal ke uski kuwari pyari o ho
payal yu bole aise nashili ban
halki si koi dhun chhede jo dur kahi mausam me
o ho jaye lehrake naino ke ye do panchhi
anjane sapne bunkar shabnam ke moti chunkar
apne sajna se jakar milne ki batiya soche
tan se bhi udkar aage chanchal man pahle bhage
kitna bhi tu kawali chahe is man ko roke
ho jaye man basi
kya shok hansi chehare me masum khayalo me jage
naino ke ye do panchhi uljhe hai waha par jake
dulhan si jaha baithi hai ye rat sharma ke o
naino ke ye do panchhi