Chhod bhi de majhdhar me naaw
Lekar uska nam
Par utare ya wo duboye
Jane apne kam
Aadmi chirag hai uski chalegi kya
Chalti hawa ke samne
Tu bhi majbur hai mai bhi majbur hu
Uski raja ke samne
Aadmi chirag hai uski chalegi kya
Chalti hawa ke samne
Tera kam hai yahi bas kam kiye ja
Mat soch ye tu anzam hai kya
Tera kam hai yahi bas kam kiye ja
Mat soch ye tu anzam hai kya
Wo kato ke sej de ya phulo ki
Jhukne ke siwa tera kam hai kya
Jhukne ke siwa tera kam hai kya
Aadmi chirag hai uski chalegi kya
Chalti hawa ke samne
Tu bhi majbur hai mai bhi majbur hu
Uski raja ke samne
Kayi dub ke bhawar me bhi bach nikle
Kayi rah gaye dub ke kinare par
Kayi dub ke bhawar me bhi bach nikle
Kayi rah gaye dub ke kinare par
Wo nadi hai ya naw ya aandhi ho
Sabhi chalte hai uske ishare par
Sabhi chalte hai uske ishare par
Aadmi chirag hai uski chalegi kya
Chalti hawa ke samne
Tu bhi majbur hai mai bhi majbur hu
Uski raja ke samne
Aadmi chirag hai uski chalegi kya
Chalti hawa ke samne.