Yeh Hai Ishq Hai Ishq Ishq Lyrics | Barsaat Ki Raat

                        
                        ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk
jaha soch ki halat ko jaha soch ki halat ko
ja soch hi samjhega
main shama se kehta hu mehfil se nahi kehta kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

sahar tak sabka hai anzam jal kar khak ho jana
sahar tak sabka hai anzam jal kar khak ho jana
jale mahfil me koi shama ya koi parwana ho jaye kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

aa...o..wahsate dil rashno daar se roki na gayi
kisi khanjar kisi talwar se roki na gayi
ishk majnu ki wo aawaz hai
jiske aage koi laila
kisi deewar se roki na gayi kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk
wo haske agar maange to hum jaan bhi de de
wo haske agar maange to hum jaan bhi de de
ye jaan to kya chiz hai iman bhi de de kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

naazo andaaz se kahte hai ke jina hoga
jahar bhi dete hai to kahte hai ke pina hoga
naazo andaaz se kahte hai ke jina hoga
jahar bhi dete hai to kahte hai ke pina hoga
jab main pita hu to kahte haimarta bhi nahi
jab main marta hu to kahte hai ke jina hoga
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

majhabe ishk ki har rasm kadi hoti hai
har kadam par koi deewar khadi hoti hai
ishk aazad hai ishk aazad hai
hindu na musalman hai ishk aap hi dharm hai
aur aap hi imaan hai ishk
jise aaga nahi shaikho barabando
us hakikat ka garazta hua ailan hai ishk
ishk na puche hey ishk na puche din dharm nu
ishk na puche jata ????kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

raah ulfat ki khathin hai
ise aasan na samjh kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk
bahot kathin hai
bahot kathin hai dagar panghat ki
bahot kathin hai dagar panghat ki
dagar panghat ki dagar panghat ki
dagar panghat ki dagar panghat ki
bahut kathin hai dagar panghat ki
ab kya bhar lau main jamuna se matki
kya bhar lau main jamuna se matki
ab kya bhar lau main jamuna se matki
kya bhar lau main jamuna se matki
main to chali jal jamuna bharan ko
dekho sakhi ri main to chali jal jamuna bharan
nand ko chhod jamuna bharan
kya bhar lau main jamuna se matki
kya bhar lau main jamuna se matki
aa kya bhar lau main jamuna se matki
laaz rakh more ghunghat pat ki
laaz rakh more ghunghat pat ki
ab laaz rakh more ghunghat pat ki
aa...laaz rakh more ghunghat pat ki
laaz rakh more ghunghat pat ki
laaz raakho raakho raakho, laaz raakho raakho raakho
jab jab karishn ki bansi baaji
jab jab karishn ki bansi baaji nikli radha saj ke
jaan ajaan ka dhyan bhulake lok laaz ko tajke
haye ban ban doli janak dulari pahan ke prem ki mala
darshan jal ki pyasi meera
pee gayi bis ka pyala aur phir arz kari ke
laaz raakho raakho raakho, laaz raakho dekho dekho
laaz raakho raakho hey hey hey
laaz raakho raakho hey hey hey, laaz raakho raakho
aa...ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

allah or rasul ka farman ishk hai
yani hazis ishk hai kuran ishk hai
gautum ka aur masih ka arman ishk hai
ye kaaynaad jism hai aur jaan ishk hai
ishk sarmad ishk hi mansur hai
ishk musa ishk kohenur hai ?? ko devta ishk karta
bande ko khuda karta hai ishk
ha ishk ishk tera ishk ishk, ha ishk ishk tera ishk ishk
tera ishk ishk ishk ishk, tera ishk ishk ishk ishk
tera ishk ishk ishk ishk, ishk ishk ishk ishk