janam janam ka sath hamara
sath kabhi ye chhute na
jug jug ki ye preet purani
preet hamari tute na
mil hi gaye jab nayan se nayan
hone bhi do pyara pyara milan
lage hai dar jane kya hoga
dekhe jo koi hamara milan
sasns ki dor jo tute to tute
pyar ki dor ye tute na
janam janam ka sath hamara
sath kabhi ye chhute na
dedo vachan mujhko sajna
chhod oge mera kabhi sang na
tum hi to naino ki jyoti ho
bhulenge kaise tumhe ye naina
aayenge rang umang bhare din
humse jo kismat ruthe na
janam janam ka sath hamara
sath kabhi ye chhute na
phul bagiya me bulbul bole
dal pe bole koyaliya pyar karo pyar karo
rut pyar ki aayi re bhavro se kahti hai kaliya
pyar to hai talvar ki dhar
kyo pyar ki mushkil hai galiya
pyar mera radha bawariya ban gai
ratte ratte sawaliya
jo pyar karte jag se na darte
premi agan me palte hai
deepak ke tan me lo ki lagan me
lakho patange jalte hai jan kare kurban hiran
jab preet ki baje basuriya
pyar karo pyar karo rut pyar ki aayi re
bhavro se kahti hai kaliya
pyar mera radha bawariya ban gai
ratte ratte sawaliya
kaun karega preet yaha
jab koi kisi ka meet nahi
preet bhara sangit nahi to
pyar ki jag me jeet nahi
tar baje jab beena ke
tab pyar ki baje payaliya
pyar karo pyar karo
rut pyar ki aayi re
bhavro se kahti hai kaliya
pyar mera radha bawariya ban gai
ratte ratte sawaliya.