Nazariya Teer Chalaye Lyrics | Bepanaah

                        
                        Jai bolo jai bolo bolo
Jai jai bhole nath
Jai bolo jai bolo bolo
Jai jai bhole nath
Hum bole ji bam bam bhole

Nazariya teer chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ho jawani jab bhi aaye

Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye

Na tum ho tum na
Main hoon main
Huyi hai halat ye kaisi
Tumhara chehara hain mujhsa
Meri surat hain tum jaisi
Nazariya teer chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye

Mai sagar hoon tum nadiya ho
Hamara mel zaroori hain
Bina sagar ke dharti par
Har ek nadiya adhuri hain
Nazariya teer chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye
Haye haye haye kya balkhaye

Nashila madhma ka mosam

Gulabi aag udata hai
Tumhara rup nadi jaisa
Sulagati pyas jagata hain
Tumhari pyas bhujane ko
Main badali ban ke lahrau
Ho jaise badal mein pani
Mai tum se aisi jud jau

Nazariya teer chalaye aaha
Kamariya so balkhaye oo ho
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ho jawani jab bhi aaye
Kisi ko yaar banaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye
Ye jisko yaar banaye
Usi ka sath nibhaye.