Welcome Entertainment Lover’s

Taaqat Hain Jiske Paas Lyrics | Bepanaah

                        
                        Oo ho jhut ka mol hain kya
Sach ki hain kimat kitni
Dekhna chaho to bazar mein
Aake dekho

Oo falsafo se kaha aati hain
Samjh mein duniya
Zindagi kya hain
Kitabo ko hata ke dekho
Taaqat hain jiske pas
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain
Dolat hai jiske pas
Arey dolat hai jiske pas
Sharafat usi ki hain
Dolat hain jiske pas
Sharafat usi ki hain

Duniya se agar daroge
To duniya satayegi
Duniya se agar daroge
To duniya satayegi
Jitna koi dabega
Ye utna dabayegi
Arey jitna koi dabega
Ye utna dabayegi

Tum sar uthaoge to
Ye sar ko jhukayegi
Sar ko utha ke jo chale
Ha sar ko utha ke jo chale
Ijat usi ki hain
Ha sar ko utha ke jo chale
Ijat usi ki hain
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain

Kismat hain ek fareb fareb
Kismat hain ek fareb
Garibi hai ek gunah
Arey jis dil mein hosala hain
Jis dil mein hosala hain
Wahi dil hain bepanah bepanah
Bepanah bepanah bepanah
Jis dil mein hosala hain
Wahi dil hain bepanah

Koi fakir hain lo yaha
Koi badsha, arey
Himat hain jiske pas
Arey wah bhai himat hain
Jiske pas hakumat usi ki hain
Himat hai jiske pas
Hakumat usi ki hain
Taaqat hain jiske
Pas adalat usi ki hain

Ho oo milti hain ramchandar

Ko vanwas ki saja, pita ko jo
Taklib de ye wo samaj hain

Oo ho kise kahaniya hain
Ahinsa ke sare bol
Gandhi ko katal karne ka
Ab bhi riwaj hain
Sachayi aag hain is aag mein na jal
Sachayi aag hain is aag mein na jal
Teda samaj hain idhi dagar na chal
Teda samaj hain idhi dagar na chal
Takdir kuch nahi takdir to badal

Kismat jo khud banaye
Ha kismat jo khud banaye
Ye kismat usi ki hain
Kismat jo khud banaye
Kismat usi ki hain
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain

Dolat hain bepanah
To taaqat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To ijat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To taaqat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To ijat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To shogarat hain bepanah

Himat hain bepanah
Taaqat hain bepanah
Jo badke khud utha le ha ha
Jo badke khud utha le
Ye dolat usi ki hain
Jo badke khud utha le
Ye dolat usi ki hain
Taaqat hain jiske
Pas adalat usi ki hain
Taaqat hain jiske
Pas adalat usi ki hain.