Husn ek ulati raah hai
Husn ek joothi chaah hai
Husn toh ek gunaah hai
Husn karta kabaab hai
Is husn ke nakhre naajo najakat
Is husn ke nakhre naajo najakat
Is husn ke nakhre o nakhre naajo najakat
Roj roj ab koan sahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Ya husn rahe yaa ishq rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Khud dhoka daga fareb karein
Khud dhoka daga fareb karein
Khud dhoka daga fareb karein
Ilzaam ye husn pe deta rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Ya husn rahe ya ishq rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Ek din dekha ho
Ek din dekha dard ka maara
Dard ka maara dard ka maara
Ho ek din dekha dard ka maara
Ik aashiq mastana
Jangal jangal mara mara
Phirta thaa deewana
Phirta thaa deewana
Phirta thaa deewana
Mujhko dekha ke kehne laga
Ho mujhko dekha ke kehne laga
Are sunle mera afsana
Har aashiq ke ghar ghar mein
Paigaam mera pohchana
Ke husn ko itna luto maaro
Ke husn ko itna luto maaro
Saari umra hi rota rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Ya husn rahe ya ishq rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Humari bhi suno
Humari bhi suno
Laila ki jab kabra pe chalkar
Ik haseena aayi
Are role lipat ke kehne lagi
Aahe role lipat ke kehne lagi
Aahe role lipat ke kehne lagi
Aye laila teri duhaai
Kaise badla loon inse
Aahein kaise badla loon inse
Har aashiq hai harjaai
To kabra se laila ki rooh ne
Yahin aawaaz lagaai
Nikal pado ab taan se sina
Dono main se ek rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Ya husn rahe ya ishq rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Inka har daur dekha
Inka har taur dekha
Inka har daur dekha
Inka har taur dekha
Ho salmaa yaa sulekha
Hai dhokha hi dhokha
Inka har daur dekha
Inka har taur dekha
Yahan se aur wahan se
Puchh lo tum jahaan se
Wafaa ke dete khaase
Palat dete hai paase
Tarannum inke jhoothe
Tabasoom inke jhoothe
Takaloom inke jhoothe
Murassim inke jhoothe
Chhalava hai chhalavaah
Bhulava hai bhulavaah
Inki ulfat ka dhaaga dikhava hai dikhava
Tum ban than ke na niklo
To ye dil na fisle
Ek baar maramat hogi
Toh dil na fisle
Ishq husn ka dushman hai
Ishq husn ka dushman hai
Koi is ke bharose na rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein
Ya husn rahe ya ishq rahe
Hum aaj ye kissa khatam karein
Hum aaj ye kissa khatam karein.