tum kitane bhi chehare badalon yaha
tum kitane bhi ban jao behurupiye
hamko dhoka nahi de sakoge magar
are hamane jaane kitano ko dhoke diye
ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara
ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara
hum jaanate hai, pehchanate hai
hum jaanate hai, pehchanate hai
ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara
mehfil me har najar, mehfil me har najar ye najar wo najar
tumhi par lagi hai par ho bekhabar
tumhi par lagi hai par ho bekhabar
koyi ho is kadar janemann tum kidhar
koyi jane na jane na hame hai khabar
koyi jane na jane na hame hai khabar
tumhari najar me hai kisaka najara
aji hum janate hai, pehchanate hai
hum janate hai, pehchanate hai
ye raaj-e-dil tumhara, tumhara har ishara
tufan se mil gayi, tufan se mil gayi jhumak tum gali
bnake tumhare hai ye hausale
bnake tumhare hai ye hausale
tumako kya khabr kab yaha kya mile
mukkadar ke hatho me hai faisale
mukkadar ke hatho me hai faisale
ye mano na mano mukkadar tumhara