wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
mujhe o bewafa jara ye to bata
tune aag ye kaisi lagai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
mujhe o bewafa jara ye to bata
tune aag ye kaisi lagai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
daulat ke nashe me tune mujhe
najro se apni dur kiya
daulat ke nashe me tune mujhe
najro se apni dur kiya
mere pyar ka shish mahal tune
ek pal me chakna chur kiya
mujhe de ke yu gum aise karke sitam
tune meri wafa thukrayi
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
tune rup khizaao ka baksha
mere gulshan ki haryali ko
tune rup khizaao ka baksha
mere gulshan ki haryali ko
aabad nasheman tha jis par
tune kaat diya us daali ko
mere sine ke sukh diye tune hai dukh
sari rasme kasme bhulai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
mohlat na mile shayad mujhko
ab tujhse bichad ke milne ki
mohlat na mile shayad mujhko
ab tujhse bichad ke milne ki
arman hue sab khaak mere
khwahish na rahi ab jine ki
yado ki chubhan saanso ki agan
mere man hai aaj samayi
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
mujhe o bewafa jara ye to bata
tune aag ye kaisi lagai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai