tu aaye na aaye teri khushi
tu aaye na aaye teri khushi, hum aas lagaye baithe hai
didar ki pyasi aankho me
didar ki pyasi aankho me, toofan chupaye baithe hai
tu aaye na aaye teri khushi
ae darde mohabbat teri kasam, dil humne laga ke dekh liya
ae darde mohabbat teri kasam, dil humne laga ke dekh liya
aasko ki jubani kise gham, duniya ko suna ke dekh liya
gairo se gila kya apne hi
gairo se gila kya apne hi, jab aankh churaye baithe hai
gairo se gila kya apne hi, jab aankh churaye baithe hai
tu aaye na aaye teri khushi
itna to bata de o jalim, ab najro se kyu dur hai tu
itna to bata de o jalim, ab najro se kyu dur hai tu
milna hi tujhe manjur nahi, ya meri tarah majbur hai tu
tu kah de agar to uth jaye, tu kah de agar to uth jaye
hum tere bikhaye baithe hai, tu kah de agar to uth jaye
hum tere bikhaye baithe hai, tu aaye na aaye teri khushi