Jab se gaya ladakpan mera
Ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan mera
Ke bairi hua jamana re
Ghar walo ne mana kar
Diya kahi mera aana jana re
Ho koi mile nahi
Man ka kanhaiya
Purab paschhim
Dhundhe baba bhaiya
Ho koi mile nahi
Man ka kanhaiya
Purab paschhim
Dhundhe baba bhaiya
Jab se gaya ladakpan
Mera ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan
Mera ke bairi hua jamana re
Main jab sou dekh ke
Chanda sapne me koi aaye
Main jab sou dekh ke
Chanda sapne me koi aaye
Pakad ke baiya neem ki
Chhaiya haye mohe le jaye
Papi chhode na hamri kalaiyya
Mai to jag jau nindiya se daiyya
Papi chhode na hamri kalaiyya
Mai to jag jau nindiya se daiyya
Jab se gaya ladakpan mera
Ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan mera
Ke bairi hua jamana re
Gora mukhada dekh ke mera
Chalta rahi ruk jaye
Gora mukhada dekh ke mera
Chalta rahi ruk jaye
Pas padoshi tana mare
Haye haye haye
Mose saha nahi jaye
Log kahe suno o meri gaiya
Mat chamko bijuriya ki naiyya
Log kahe suno o meri gaiya
Mat chamko bijuriya ki naiyya
Jab se gaya ladakpan
Mera ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan
Mera ke bairi hua jamana re
Ghar walo ne mana kar
Diya kahi mera aana jana re
Ho koi mile nahi
Man ka kanhaiya
Purab paschhim
Dhundhe baba bhaiya
Ho koi mile nahi
Man ka kanhaiya
Pura paschim
Dhundhe baba bhaiya.