Phir milengi kahaan kya
Aisi tanhaai’aan ha ha ha kyun
Phir milengi kahaan
Aisi tanhaai’aan
Phir milengi kahaan
Aisi tanhaai’aan
Poochhti hai nazar
Ae haseen hamsafar
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Dekh kar ye fiza
Dil machalne lagaa
Dekh kar ye fiza
Dil machalne lagaa
Main bhi poochhoon agar
Ae haseen jaadugar
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Dekh kar ye fiza
Uff ye naaz o adaa
Haaye ye baankpan
Uff ye naaz o adaa
Haaye ye baankpan
Chaandni mein nahaaya sa goraa badan
Aankh se dhhal rahaa hai nasha hi nasha
Aankh se dhhal rahaa hai nasha hi nasha
Hosh mein koi kaise rahe jaaneman
Dekh kar ye fiza
Dil machalne lagaa
Main bhi poochhon agar
Ae haseen jaadugar
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Kya iraada hai ae
Kya iraada hai
Dekh kar ye fiza
Sakhiyon pyaar huaa
Chori se iqraar huaa
Chori se dil bandh hi gaye
Dil bandh hi gaye ik dori se
Piya ne apne paas bulaa kar
Kahaa ye natkhat gori se ae ae
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Kya iraada hai
Kya iraada hai.