dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya
dhal gaya aasha ka suraj
jiwan jyoti bujh gayi
bujh gayi bujh gayi
aankho me aansu rah gaye
ek jalti nishani pyar ki pyar ki
dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya
jiwan me aaya tha basant
ek pal ko ek xn ke liye
patjhad fir aisa aa gaya
ek bhor udasi chha gayi chha gayi
dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya
kitne sunhare sapno ke
kitni suhani nind thi
aaye nahi fir laut ke
wo din mere rate meri rate meri
dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya
sujhe na koi rasta
jau kidhar jau kaha
sujhe na koi rasta
jau kidhar jau kaha
charo dishao me aag lagi hai
charo dishao me aag hai
meri disha jalti hui jalti hui
dhal gaya aasha ka suraj
jiwan jyoti bujh gayi
bujh gayi bujh gayi
dhal gaya aaha ka suraj dhal gaya