dil todne wale o dil todne wale
dil todne wale o dil todne wale
o dil todne wale
kya tune kiya hai barbad hume karke
nashad hume karke munh pher liya hai
muh pher liya hai
dil todne wale o dil todne wale
o dil todne wale
fariyad mere dil me hai hotho pe hai aahe
ye dard ka afsana kise jake sunaye
apno ne hi jab lut liya mera basera
barbade watan jake kaha aasu bahaye
kaha aasu bahaye
dil todne wale o dil todne wale
o dil todne wale
ye kaisi saza hai ye kiska sila hai
kya tune kiya hai
aye duniya ke data mujhe
ye duniya na bhaye
koi deep jalaye yaha koi dil ko jalaye
funk ke kutiya ko koi mahal banaye
funk ke kutiya ko koi mahal banaye
koi khun bahaye aur koi holi manaye
insaf tera kya hai kya meri khata hai
kya tune kiya hai
dil todne wale o dil todne wale
o dil todne wale dil todne wale