itna bhi bekaso ko na aasma sataye
itna bhi bekaso ko na aasma sataye
ke dil ka dard lab pe
ke dil ka dard lab pe, fariyad ban ke aaye
itna bhi bekaso ko na
jo kuch tha paas apne wah hum luta chuke hain
apne hi hatho apni hasti mita chuke hain
ujde huye chaman me ab kya bahar aaye
ujde huye chaman me ab kya bahar aaye
itna bhi bekaso ko na aasma sataye
kya shaan hai shama ki parawano ko jalana
hain do ghadi ki raunak ek raat khak ho jana
hain do ghadi ki raunak ek raat khak ho jana
parawano ko jala kar shama bhi jalti jaye
parawano ko jala kar shama bhi jalti jaye
itna bhi bekaso ko na aasma sataye
itna bhi bekaso ko na aasma sataye
itna bhi bekaso ko na