Ye jo ghar angan hain
Aisa aur kaha hain
Ye jo ghar angan hain
Aisa aur kaha hain
Phulo jaise bhai bahan
Hai devi jaisi maa hain
Ye jo ghar angan hain
Maa ka aachal sabse
Pawan apne ghar ki chaya
Maine payi sari duniya
Jabse maa ko paya
Haste gate jeevan sabke
Khushiyo mein lahraye
Jitne kate ho raste mein
Wo mujhko mil jaye
Wo mujhko mil jaye
Billu bhaiya pyara pyara
Billu bhaiya pyara pyara
Billu bhaiya jag se nyara
Billu bhaiya jag se nyara
Tum ho bhaiya mai hu bahna
Manungi mai har dam kahna
Ye jo ghar angan hai
Aisa aur kaha hai
Billu bhaiya sham
Hamare devi jaisi maa hain
Billu bhaiya sham
Hamare devi jaisi maa hain
Ye jo ghar angan hai
Mil jul kar hum yunhi har pal
Dukh sukh bate apne
Ek hi rashta ek hi manzil
Ek hi sabke sapne
Ek janam kya janam janam tak
Sath rahe hum sare
Ek duje ka pyar hamesha
Man mein rahe hamare
Man mein rahe hamare
Ye jo ghar angan hain
Billu bhaiya sham hamare
Billu bhaiya sham hamare
Ye jo ghar angan hai.