dur se kisi ki aawaz aa rahi hai
manjil teri musafir tujhko bula rahi hai
hai dil me milan ki aas hai dil me milan ki aas
to manjil aa jayegi pas
musafir hasta gata chal musafir hasta gata chal
hai dil me milan ki aas hai dil me milan ki aas
ye jhumke chand sitaro ke ye jhumke chand sitaro ke
ye sundar phul baharo ke hame bhi le chal apne sath
ye nanhi kaliyo ki saugat gale ka har banata chal
hai dil me milan ki aas hai dil me milan ki aas
ye jharna gungun gata hai sandesh kisi ka lata hai
kar le isse bhi do bat rahegi yad hame ye rat
khushi ke geet sunata chal khushi ke geet sunata chal
hai dil me milan ki aas hai dil me milan ki aas
le khatam hai duri manjil ki le khatam hai duri manjil ki
do char kadam hai aur abhi teri aankho ka wo noor
nahi ab teri najar se dur nahi ab teri najar se dur
jara aawaz lagata chal jara aawaz lagata chal