dil jawani ke nashe se chur hai
dil jawani ke nashe se chur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
jab se ye jalim jawani aa gayi
hoye har ada ko chedkhani aa gayi
aankh ladne ke liye majbur hai
kaun kahta hoye kaun kahta hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
hamne dil jiske hawale kar diya
usne jakhmo se kaleja bhar diya
de diye kismat ko jo manjur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
jo hasi dekha use apna liya
aji char bate karke dil bahla liya
char bate karke dil bahla liya
bas hamara to yahi dastur hai
kaun kahta haye kaun kahta
kaun kahta hai ke dilli dur hai
dil jawani ke nashe se chur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai