ye parwane mohmmad hai
ye paigam e sadakat hai
ki bismillah hume poshida
mere maula ki rahmat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah jise
kuran ke ghar ka taaj kahte hain
ye bismillah jise
imaan ki miraaj kahte hain
jo bismillah padhta hai
sada wo aage badhta hai
ye rahmat uski rahmat hai
ye maula ki inayat
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
kaha bajuhal ne aakash se tum
allah ke dil par ho
karo ye chand do tukde
agar sache paymbar ho
dikhaya fir to sabko ye
nazara kamli wale ne
kiya badhkar jo bismillah
ishara kamli wale ne
hua do tukde chand se jab
usi se jhum utha aalam
ek sachi ibayat hai
ye noorani hakikat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ek sachi ibayat hai
na samjhe koi afsana
ifayat yun baya karte the
ek mahfil me maulana
ek sachi ibayat hai
jo bismillah padhkar
koi dariya me utar jaye
to hansta khelta pani ki
maujo se guzar jaye
ek sachi ribayat hai
lakadhara tha ek mara
hua ranjo musibat ka
pasand aaya use ye zikr
bismillah ki barkat ka
aur ek din kinare par
mile usko wo maulana
lakadhare ne chume hath
jab hazrat ko pahchana
fir usne pucha kahiye to
kaha sarkar jana hai
wo bole baithkar kashti me
naiya paar jana hai
kaha usne ki hazrat ko
jarurat kya hai kashti ki
ki bismillah ke aamil
kajat kya hai kashti ki
mujhe ye ishm aadab
aap hi ne to bataya
bajifa maine billah ka
hazrat se paya hai
ye ek sachi ribayat hai
fir usne padhke bismillah
jo dariya me kadam rakha
humesha ki tarah alaah ne
uska bharam rakha
use pani pe chalte dekhkar
hairan the maulana
magar uske liye
aakha tha dariya se guzar jana
kiya dil se amal usne
to paya aisa fal usne
yahi imani takat hai
yahi sari sadakat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai
ye bismillah ki barkat hai