bhagwan meri taqdir ke likhe ko mita de
kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de
bhagwan meri taqdir ke likhe ko mita de
kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de
jab tu hi garibo ka sahara na banega
fir koi bhi duniya me hamara
na banega hamara na banega
majhdhar me nayiya hai kinare se laga de
kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de
rote huye insan ko rulana nhi
achcha rulana nhi acha
jo mit hi chuka ho usko mitana nhi
achcha mitana nhi acha
roti hai nigahe tu inhe hasna sikha de
kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de
bhagwan teri duniya me insan hai majbur
bhagwan teri duniya me insan hai majbur
insan hai majbur kyo ye kaisa hai
dastur ye kaisa hai dastur
ya mujhko mita ya mere dhukh dard mita de
kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de
bhagwan meri taqdir ke likhe ko mita de
kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de