kahi chandani hai kahi hai andhera
kahi chandani hai kahi hai andhera
ye jalim zamana na tera na mera
ye jalim zamana na tera na mera
koi usse puche fiza ki bahare fiza ki bahare
koi usse puche fiza ki bahare fiza ki bahare
baharo me ujda ho jiska basera
baharo me ujda ho jiska basera
ye zalim jamana na tera na mera
ye zalim zamana
mujhe maut ki nind sone do humdum
mujhe maut ki nind sone do humdum
sone de humdum meri shame gum ka
meri shame gum ka nahi hai savera
ye jalim jamana na tera na mera
ye jalim zamana
khushi meri dunia me aayi magar yu
khushi meri dunia me aayi magar yu
ke mele me jaise ho mele me jaise ho
jogi ka phera
ye jalim jamana na tera na mera
ye jalim zamana
kahi chandani hai kahi hai andhera
ye jalim zamana na tera na mera
ye jalim zamana na tera na mera