gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
gunaah kiya use ik din tanha chhod ke
gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
gunaah kiya use ik din tanha chhod ke
tu mil na paye, hum jee na paaye
kahi mar na jaaye kaisi hai, kaisi hai bebasi
dil phir se chaahe, teri hi panahe
kahi mar na jaaye zindagi
gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
aankhe hai num, dhadkan madham
ab maan jaa roothe sanam
sanse chubhan, toota sa mann
aur naa sataa, oh jaaneman
tu mil na paaye, hum jee na paaye
kahi mar na jaaye kaisi hai, kaisi hai bebasi
dil phir se chahe, teri hi panaahe
kahi mar na jaaye zindagi
gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
mera har pal ab toh bojhal
veeran sa dil yeh har dum
lakho hai ghum, tanha hai hum
kaise sahe itna sitam
tu mil na paaye, hum jee na paaye
kahi mar na jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi
dil phir se chaahe, teri hi panaahe
kahi mar na jaaye zindagi
gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
gunaah kiya use ik din tanha chhod ke
aa gunaah kiya, gunaah kiya