maa tere jaisa koi kahin na
saare Zamaane mein
maa tere jaisa koi kahin na
gussa tera shehad neem sa, pyaar bhi tujhasa nahi hai
o maa, o maa, maa, o maa
tujhase jyaada jaanu main tujhako, maa tu meri humnasheen hai
lab hai mere kehane ko lekin, inape teri hi haseen hai
jeena na tere bina
maa tere jaisa koyi kahin na
saanson ki dori tujhase judi hai, tuti t mar jaaunga maa
o maa, o maa, maa, o maa
aksar khayaalo mein dekha hai maine, god mein apani tujhako
main bhi sunaata hoon lori tujhako, jaisi sunaati tu mujhako
kya hai tujhe yeh pata , maa kya hai tujhe yeh pata
koi kahin na saare zamaane mein, saare zamaane mein
maa tere jaisa koi kahin na
saare zamaane mein, saare zamaane mein