Naam jiska jindadili hai wahi zindagi
Hardam ho jawani se bhari hai wahi zindagi
Phool se mahkati rahe taro si chamakti rahe
Hai wahi zindagi
Naam jiska jindadili hai wahi zindagi
Hardam ho jawani se bhari hai wahi zindagi
Dar mat sagar jhuke na kahi par ruke na kahi par
Bijli ki tarah neele gagan se par failaye
Udti jaye panchhi ki tarah
Dar mat sagar jhuke na kahi par ruke na kahi par
Bijli ki tarah neele gagan se par failaye
Udti jaye panchhi ki tarah
Mastiyo me jhume kato ko chume kabhi
Naam jiska jindadili hai wahi zindagi
Hardam ho jawani se bhari hai wahi zindagi
Phool se mahkati rahe taro si chamakti rahe
Hai wahi zindagi
Naam jiska jindadili hai wahi zindagi
Hotho par jo rag liye ho
Chahat ki ho dil mein aag liye
Muskaye to phool khil jaye
Jal jal jaye raho mein diye
Hotho par jo rag liye ho
Chahat ki ho dil mein aag liye
Muskaye to phul khil jaye
Jal jal jaye raho me diye
Dubte dilo me bharde dhadkan jo nayi
Naam jiska jindadili hai wahi zindagi
Hardam ho jawani se bhari hai wahi zindagi
Phool se mahkati rahe taro si chamakti rahe
Hai wahi zindagi
Naam jiska jindadili hai wahi zindagi.