lagi manva ke bich katari ki mara gaya
ki mara gaya brahmachari
lagi manva ke bich katari ki mara gaya
ki mara gaya brahmachari
kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari
aisa ghungharu payaliya ka chhanka haay re chhanka
mori mala me atak gaya manka haay re manka
mai to bhula prabhu, mai to bhula prabhu sudh budh sari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari
kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari
ki mara gaya brahmachari
koi chachal koi matavali hai matavali hai
koi natkhat koi bholi bhali hai bholi bhali hai
kabhi dekhi na thi, hay kabhi dekhi na thi aisi phulvari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari
badi jatano sadh banayi thi haan banayi thi
meri baraso ki puny kamayi thi haan kamayi thi
taine pal me hay taine pal me bhasam kar dari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari
kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari
mohe bavala bana gayi va ki batiyan haan batiyan
mose katati nahi hai ab ratiya haan ratiya
padi sar pe, hay padi sar pe bipat ati bhari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari
mohe un bin kachhu na suhaye re
more akhiyo ke age laharaye re
gore mukhade pe hay gore mukhade pe lat kari kari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari
kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari
ki mara gaya ki mara gaya brahmachari