din dana
arrey khuli aankh se sapne dekhe, pagla hai mann pagla
arrey saari duniya badal gayi par ye pattha na badla
crazy ho gaya ae saala
ho crazy ho gaya ae saala subah shaam
kare matargashtiya, ho kare matargashtiya
haye haye kare matargashtiya, kare zabardastiya
khal-bali hai dil me, mann me phoote rasgulla
kabhi toh bane siyaana, kabhi dil bann jaaye pagla
hoo khal-bali hai dil me, mann me phoote rasgulla
kabhi toh bane siyaana, kabhi dil bann jaaye pagla
arrey kar badmashi sareaam
kare matargashtiya, aye haye kare matargashtiya
ho kare matargashtiya, kare zabardastiya
ho arrey mast kalandar ho ke hawa me udta jaaye aise
haalat iski aise bin dor patanga jaise
arrey mast kalandar ho ke hawa me udta jaaye jaise
haalat iski aise bin dor patanga jaise
dilli pahunchenge kaise mere raam
kare matargashtiya, kare matargashtiya
haye kare matargashtiya, kare zabardastiya
ho ye jeevan hai suffering, ye jeevan kabhi safar hai
kabhi safar mein suffering, kabhi suffering me safar hai
haye ye jeevan hai suffering, ye jeevan kabhi safar hai
kabhi safar mein suffering, kabhi suffering me safar hai
yehi soch ke deewana subah shaam
kare matargashtiya, haye haye kare matargashtiya
ho loko matargashtiya, kare zabardastiya
haye khuli aankh se sapne dekhe, pagla hai mann pagla
saari duniya badal gayi par yeh pattha na badla
crazy ho crazy ho gaya ae saala subah shaam
kare matargashtiya, oye kare matargashtiya
burrr kare matargashtiya, kare zabardastiya.