ho ho ho, ho ho
ho ho ho, ho ho ho pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
aaj sajana ka sajani se
aaj sajana ka sajani se ho raha samna
khel hi khel me dil gaya thamna, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
kahne ki nahi bat magar ye phir bhi kahti hu main
rahne ki nahi jagah koi tere dil me rahti hu main
kahne ki nahi baat magar ye phir bhi kahti hu main
rahne ki nahi jagah koi tere dil me rahti hu main
jeeta kara pyara me padega harana, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
aaj sajana ka sajani se
aaj sajani ka sajana se ho raha samna
khel hi khel me dil gaya thamna, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
nadan samajhkar tumko dekho maaf kara diya hamne
pyar ki kitab se judai ka naam hi saaf kar diya hamne
nadan samajhkar tumko dekho maaf kara diya hamne
pyar ki kitab se judai ka naam hi saaf kar diya hamne
yaar ki baat tum kabhi na taalna, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
aaj sajana ka sajani se
aaj sajani ka sajana se ho raha samna
khel hi khel me dil gaya thamna, ha-ha ha-ha
oh oh oh
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
ho ho ho, ho ho
ho ho ho, ho ho ho
aa ha ha, aa ha
aa ha ha, aa ha ha
ho ho ho, ho ho
ho ho ho, ho ho ho.