are he
kaise zalim ho kaise zalim
kaise zalim se pad gaya pala re
bina maut mujhe maar dala re
are re kaise zalim se pad gaya pala re
bina maut mujhe maar dala re
haye re bina maut mujhe maar dala re
khade khidki me hai wo badi shan se
badi shan se, badi shan se
khade khidki me hai wo badi shan se
bate karte hai wo aasman se
kis ada se dupatta sambhala
haye mere dil pe chalate hai bhala re
bina maut mujhe maar dala re
are re kaise zalim se pad gaya pala re
bina maut mujhe maar dala re
bade khamosh hai aajkal wo
aajkal wo, aajkal wo
bade khamosh hai aajkal wo
dekho kitne gaye hai badal wo
aeji dekho kitne gaye hai badal wo
jhuki nazre labo pe hai tala
haye jhuki nazre labo pe hai tala re
bina maut mujhe maar dala re
are re kaise zalim se pad gaya pala re
bina maut mujhe maar dala re
hum bhi aadmi kabhi the bade kaam ke
bade kaam ke, bade kaam ke
hum bhi aadmi kabhi the bade kaam ke
ab khade hai gali me dil tham ke
ab khade hai gali me dil tham ke
mera ishq ne nikala diwalaa
aeji dekho kaisa hua ye ghotala re
bina maut mujhe maar dala re
are re kaise zalim o kaise zalim se pad gaya pala re
bina maut mujhe maar dala re
haye re bina maut mujhe maar dala re