resham se bhi naazuk
naazuk sone se bhi sunehra
resham se bhi naazuk
naazuk sone se bhi sunehra
mere dil ne jisko chaaha
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra
resham se bhi naazuk
naazuk sone se bhi sunehra
mere dil ne jisko chaaha
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra
aayegi saamne wo kabhi to
laayegi rang yeh aashiqui to
jee na sakegi mere bina
mujhko pata hai rang-e-vafa
har rang se hai gehra
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra
resham se bhi naazuk naazuk
sone se bhi sunehra
wo chaand sa roshan chehra
aati hai yaad jab uski baatein
aati hai yaad jab uski baatein
anjaane khwaabon mein katti raatein
aankhon mein aake wohi chhupi
saanson mein aake wohi basi
dhadkan pe uska pehra
wo chaand sa roshan chehra
resham se bhi naazuk
naazuk sone se bhi sunehra
resham se bhi naazuk
naazuk sone se bhi sunehra
mere dil ne jisko chaaha
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra
wo chaand sa roshan chehra