badal chali hai jo unki nazar to kya kije
badal chali hai jo unki nazar to kya kije
vafa ka tham ke daman ye iltaja kije
jadu bura bangal ka purab na jaiho
purab na jaiho balma
jadu bura bangal ka purab na jaiho
purab na jaiho balma
ho na jaiho more balma purab na jaiho
na jaiho balma purab na jaiho
purab na jaiho balama o
jite ji dil pe judai ka tir sahna pada
jala ke ashiya apna kafas me rahna pada
likha hai kaun se patthar ne ye laila ka nasib
ke tham ke chak kaleja zuban se kehna pada kya
jadu bura bangal ka na jaiho o balma
purab na jaiho na jaiho na jaiho balma
jadu bura bagal ka purab na jaiho
purab na jaiho balma
roz karte ho bahane tumhe ham jan gaye
koi jane ya na jane tumhe ham jan gaye
koi jane ya na jane tumhe ham jan gaye
pahle to dil ko churaya hai bhari mahfil me
pahle to dil ko churaya hai bhari mahfil me
ab lage aankh churane tumhe ham jan gaye
ab lage aankh churane tumhe ham jan gaye
na jaiho more balma purab na jaiho
na jaiho balma purab na jaiho
purab na jaiho balma
jadu bura bagal ka purab na jaiho
purab na jaiho balma