raja na jaa na jaa na jaa
raja na jaa dil tod ke mujhe akela chhod ke
naukri se chhuti le le, chhutti na mile toh
aaja naukri chhod ke, naukri chhod ke
naukri chhod ke, naukri chhod ke
raja na jaa dil tod ke mujhe akela chhod ke
naukri se chhuti le le, chhutti na mile toh
aaja naukri chhod ke, naukri chhod ke
naukri chhod ke, naukri chhod ke
ho rama ho rama ho rama ho
tumko meri bechaini ka karan nahi banana tha
naukar nahi banana tha ya phir sajan nahi banana tha
naukar nahi banana tha ya phir sajan nahi banana tha
barkha me jo pyasa rakhe woh sawan nahi banana tha
ya toh mera dil rakh le
dil na rakh sake toh rakh de yeh dil tod ke
na jaa akela chhod ke
aisi rut me yaad duja naam koyi hota hai
paise ke liye pritam badnam koyi hota hai
paise ke liye pritam badnam koyi hota hai
pyaar se jaruri bhala kaam koyi hota hai
maan le tu harjayi
yeh na mane toh dekh idhar muh mod ke
na jaa akela chhod ke, raja na jaa
teri judayi me meri jaan nikal jayegi
dil ki lagi banke chhuri dil pe chal jayegi
dil ki lagi banke chhuri dil pe chal jayegi
saiyya bina ghunghat mere gori jal jayegi
ya tu gale se laga le
ya chunar la de, rou mai chunar odh ke
na jaa akela chhod ke
raja na jaa na jaa na jaa
raja na jaa dil tod ke mujhe akela chhod ke
naukri se chhuti le le, chhutti na mile toh
aaja naukri chhod ke, naukri chhod ke
naukri chhod ke, naukri chhod ke.