masti ki ek lehar hu sailaab nahi hu
sadha sa hakikat hu main khwab nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
masti ki ek lehar hu sailaab nahi hu
sadha sa hakikat hu main khwab nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
tinka aakash ke sang aakash mein uda
bola main ho gaya parbat se bhi bada
tinka aakash ke sang aakash mein uda
bola main ho gaya parbat se bhi bhi bada
muskurayi dharti khilkhil ke nadi has padi
mit gaya wahi pe jisne baat kabhi ki badi
bijli geeri tinka jala khak hua mit gaya
tauba re meri tauba jarra hu jami par hu aaftab nahi hu
khush hu ki main jugnu hu mehtaab nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
phul jo maali ne ek daal se khicha
khilne ka maine kaha ye hai natija
phul jo maali ne ek daal se khicha
khilne ka maine kaha ye hai natija
phula hasa jyada bola ki hai naadan tu
marna to hai sabko jeene ki ada jan tu
devta ke sarsa ja marke bhi aa gaya maja
tauba re meri tauba has has ke khil raha hu betaab nahi hu
patthar hu neev ka main mehraab nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhote se ek gaav se aaya hu main
pyar ka khajana laya hu main
chhote se ek gaav se aaya hu main
pyar ka khajana laya hu main
bolo ye khajana main chhupke kidhar jaaunga
aapse mila hai aap hi pe luta jaaunga
khaali haath aana hai khaali haath jaana
tauba re meri tauba tarif ke to layak janaab nahi hu
fakkad hu kallandar hu nawab nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu
chhota sa aadmi hu amitabh nahi hu