kabhi ladey ladey se the kabhi adey adey se the
kabhi bhide bhide se the bus yunhi jud gaye
thode thode se meethe hain thode thode se khatte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
yeh to murgiyon ke choozey se sang ek dooje ke
idhar udhar titar bitar daudte phire
yeh to holi ke rang hain alag hain par sang hain
chehre pe chalke to sab lagey ek se
kahin galon pe laali hai kahin jeb khali hai
farak inme hai badey inhe farak na padhe
thode thode se meethe hain thode thode se khatte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
chatte batte hain
yeh jalebiyon ke tukde hain chaashni se ubhre hain
tedhe medhe garma garam par meethe bhi hai
yeh to hawa ke jhonke hain muthi mein band hote hain
marzi jidhar mukar udhar sarrr sarrr bahe
kahin mummy ki thapki hai kahin kaaton pe jhapki hai
hai manzilein judaa par raah ek hai
thode thode se meethe hain thode thode se khatte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
ab ek hi thali ke chatte batte hain
chatte batte hain chatte batte hain.