Chalo zindagi ko fir se pukare
Do lamhe sukun ke milke gujare
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane
Kaha kho gayi hai vo pyari bate
Sone se din aur chandi si rate
Chalo chalke dunde bate purani
Mil jaye shayad koi nishani
Bachpan ko dunde nadiya kinare
Do lamhe sukun ke milke gujare
Chai ke bahane chai ke bahane
Hai ke bahane chai ke bahane
Apna samjh le mujhe paas bula le
Thode se lamhe milan ke chura le
O apna samjh le mujhe paas bula le
Thode se lamhe milan ke chura le
Ye baadal ye parvat
Ye nadiya ki dhara
Apni taraf hai sabka ishara
Chalo badke ham bhi inko pukare
Do lamhe sukun ke milke gujare
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane chai ke bahane
Nahhi koi tumsa hai ab to sahara
Bhataki lehar ko mila hai kinara
Apne hai ye pal or apne rahenge
Sukh ho ya dukh ham milke sahenge
Badhate kadam na rukenge hamare
Badhate kadam na rukenge hamare
Chai ke bahane chai ke bahane
Chai ke bahane chai ke bahane.