barbad huye par aah na ki kismat ke maro ne

ham apna sab kuch kho bathe duniya ke isaro me
he duniya ke isaro me
barbad huye par aah na ki kismat ke maro ne
mere sajan mujhko chod gaye mujh papn se muh mod gaye

jis dil me basaya tha unko us dil se nata tod gaye
rahne na diya is duniya me hame is duniyadaro ne
barbad huye par aah na ki kismat ke maro ne
koi sathi nhi gam par nhi ham se to kisi ko pyar nhi

tanhai me jina mushkil hai marna to koi dushwar nhi
na sath kiya barbad kiya gardish ke sitaro ne