o meri rani hosh me aa
ho gaya tujhko bahut nasha
so gaye sab apne ghar jake
tu bhi ghar chal aur so ja
o meri rani hosh me aa
hosh me hu dekh jara
chadha nahi hai abhi nasha
ghar jakar sojaugi main
pahle thodi aur pila
o meri rani hosh me aa
shok bura hai pine ka
dhang nahi hai jine ka
shok bura hai pine ka
dhang nahi hai jine ka
jina hai daru pina chhod
daru ki botal se rishta tod
dub gaya jo is botal me
fir na uska pata chala
o meri rani hosh me aa
ho gaya tujhko bahut nasha
so gaye sab apne ghar jake
tu bhi ghar chal aur so ja
o meri rani hosh me aa
ise pine me maza hai kya
hay re tujhko nahi pata
ise pine me maza hai kya
hay re tujhko nahi pata
jalim tu bhi pi le thodi si
behoshi me ji le thodi si
itni buri nahi hai daru
jitna hai insan bura
o meri rani hosh me aa
ho gaya tujhko bahut nasha
so gaye sab apne ghar jake
tu bhi ghar chal aur so ja
o meri rani hosh me aa
o meri rani hosh me aa
ho gaya tujhko bahut nasha
o meri rani hosh me aa
ho gaya tujhko bahut nasha
o meri rani hosh me aa
ho gaya tujhko bahut nasha