Darbadar phire
Jaane tu kahaan
Kaun si gali
Kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Darbadar phire
Jaane tu kahaan
Kaun si gali
Kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Darbadar phire
Darbadar phire
Darbadar phire
Kahaan ja raha hai
Kyun ja raha hai
Kaisa junoon hai yeh
Do pal thehar ja
Saanson ko apni
Thoda sukoon toh de
Kiski chali hai uske aage
Teri chalegi kahaanho
Darbadar phire
Jaane tu kahaan
Kaun si gali
Kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Darbadar phire
Darbadar phire
Darbadar phire
Iss duniya mein aane
Waale ik din jaayega
Muft mein jeene waale
Ik din karz chukaayega
O re musaafir baat samajh le
Tera nahi ye jahaan ho
Darbadar phire
Jaane tu kahaan
Kaun si gali
Kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Nahi woh yaha
Darbadar phire
Darbadar phire
Darbadar phire.