nahi chahiye rang mahal na dhan daulat ki shan
hum to mange tujhse malik ek santosh ka daan
ki ghar ghar me khushhali ho sada sukh ki haryali ho

tune humko janam diya hai tu hi palanhar
teri daya se fule fale hum sab ka ghar sansar
tune humko janam diya hai tu hi palanhar
teri daya se phule phale hum sab ka ghar sansar
nahi chahiye hire moti
nahi chahiye hire moti nahi ratano ke haar
hum to mange tujhse malik ek santosh ka daan
sukh ke badale dukh dene ki ager bhawana teri
dukh ko sahne ki shakti de yahi prarthana meri

kisi ke age hath na failaye
apni mahnat ka sukh paye itna de vardan