aankho me basa lo, hame khab ki tarah
aankho me basa lo, hame khab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho
aankho me basa lo, hame khab ki tarah
aankho me basa lo, hame khab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho
bada kamsin ye mera shabaab hain
aji ye bhi to koi kitaab hain
bada kamsin ye mera shabaab hain
aji ye bhi to koi kitaab hain
ise padhna agar aa gaya meri jaan
to kar lega tu paas har imthaan
ham aye savaalo me jabaav ki tarah
ham aye savaalo me jabaav ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho
daur hota hain aisa shabab ka
nasha pal bhar ka jaise sharab ka
daur hota hain aisa shabab ka
nasha pal bhar ka jaise sharab ka
ilm se hi hota hainm duniya me naam
aayegi bas padhaai, tere mere kaam
mahkegi zindagi ye gulaab ki tarah
mahkegi zindagi ye gulaab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho
aankho me basa lo, hame khab ki tarah
aankho me basa lo, hame khab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah
hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho