ho gaya tera mera juda raasta
gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum
ab koi wasta, ab koi wasta
ab koi wasta
gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum
ab koi wasta, ab koi wasta
ab koi wasta
julm aisa huaa hain na jo maaf ho
jab jaha se na ummide insaaf ho
julm aisa huaa hain na jo maaf ho
jab jaha se na ummide insaaf ho
maarne marne par insa utare na kyu
in smaaji hado se wo gujre na kyu
wo gujre na kyu
likha takdeer ne meri ye faisala
gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum
ab koi wasta, ab koi wasta
ab koi wasta
o o o o o
jismo jaan jaisa tera mera waasta
yu hi chahenge ham, umar bhar dekhenge ham
tera raasta, tera raasta, tera rasta
kiski kismat me kya hain pata kuchh nahi
jo huaa isme teri khata kuchh nahi
kiski kismat me kya hain pata kuchh nahi
jo huaa isme teri khata kuchh nahi
lage nirdosh daaman mujhe aaj bhi
ganga jaisi tu paavan mujhe aaj bhi, mujhe aaj bhi
log kuchh bhi kahe mujhko logo se kya
yu hi chahenge ham, umar bhar dekhenge ham
tera raasta, tera raasta, tera rasta
ho gaya tera mera juda raasta
gam sahana na tum, mujhse rakhna na tum
ab koi wasta, ab koi wasta
ab koi wasta